Tuesday 22 October 2013

Halka Halka Suroor By Farhan Saeed

Yeh jo halka halka suroor hai,
Yeh teri nazar ka kusoor hai, 
Ke sharaab peena sikha diya!! 
Ke sharaab peena sikha diya!!
Yeh jo halka halka suroor hai,
Yeh teri nazar ka kusoor hai, 
Ke sharaab peena sikha diya!! 
Ke sharaab peena sikha diya!! 
Tere pyaar ne teri chaah ne, 
Teri behki behki nigaah ne, 
Mujhe ek sharaabi bana diya!! 
Ke sharaab peena sikha diya!! 
Sharaab kaisi, Khumaar kaisa?? 
Yeh sab tumhari nawazishen hain.. 
Pilayi hai kiss nazar se tu ne, 
Keh mujh ko apni khabar nahin hai.. 
Tere pyaar ne teri chah ne, 
Teri behki behki nigaah ne, 
Mujhe sharabi bana diya… 
Ke sharaab peena sikha diya!! 
Tera piyaar hai meri zindagi, 
Tera piyaar hai meri zindagi, 
Bus meri zindagi tera pyaar,
Bus meri zindagi tera pyaar hai.. 
Mere baad kiss ko sataao ge?? 
Mere baad kiss ko sataao ge ??
Mujhe kis tarha se mitaao ge ??
Mujhe kis tarha se mitaao ge ??
Mujh ko tou barbad kiya hai.. 
Aur kisay barbad karoo gay?? 
Roo roo kay faryad karoo gay!! 
Aur kisay barbad karoo gay?? 
Mujhe sharabi bana diya… 
Teri ye ada ye berukhi, 
Keh rahi hai hum se ke aur pee,, 
Ke sharaab peena sikha diya!! 
Mujhe ek sharabi bana diya… 
Mast mast mast saara jahaan mast 
Mast mast mast kul kainat mast 
Mast sahr mast shaam mast raat mast 
Mast mast mast kul kainat mast 
Mast mast mast saara jahaan mast 
Mast mast mast kul kainat mast 
Mast sahr mast shaam mast raat mast 
Mast mast mast kul kainat mast
Ke sharaab peena sikha diya!!
Mujhe sharaab peena sikha diya!! 

Click Here To Listen Song


4 comments: